हिन्दोस्ताँ हमारा
(सारे जहाँ से अच्छा,
हिन्दोस्ताँ हमारा)
हो, हम बुलबुलें हैं
इसकी, ये गुलसितां
हमारा
(सारे जहाँ से अच्छा,
हिन्दोस्ताँ हमारा)
परबत है इसके ऊँचे,
प्यारी है इसकी नदिया
(परबत है इसके ऊँचे,
प्यारी है इसकी नदिया)
आकाश में इसीके गुजरी
हजारो सदियाँ
गुजरी हजारो सदियाँ
हसता है बिजलियों पर ये
आशियाँ हमारा
हम बुलबुलें हैं इसकी,
ये गुलसितां हमारा
सारे जहाँ से अच्छा,
हिन्दोस्ताँ हमारा
वीरान कर दिया था आंधी
ने इस चमन को
(वीरान कर दिया था आंधी
ने इस चमन को)
देकर लहू बचाया गांधी
ने इस चमन को
गांधी ने इस चमन को
रक्षा करेगा इसकी हर
नौजवान हमारा
(हम बुलबुलें हैं इसकी,
ये गुलिसताँ हमारा)
(सारे जहाँ से अच्छा,
हिन्दोस्ताँ हमारा)
Sāre jahāṉ se acchā, Hindositāṉ[3] hamārā
Ham bulbuleṉ haiṉ is kī, yih gulsitāṉ[3] hamārā
G̱ẖurbat meṉ hoṉ agar ham, rahtā hai dil wat̤an meṉ
Samjho wuhīṉ hameṉ bhī dil ho jahāṉ hamārā
Parbat wuh sab se ūṉchā, hamsāyah āsmāṉ kā
Wuh santarī hamārā, wuh pāsbāṉ hamārā
Godī meṉ kheltī haiṉ is kī hazāroṉ nadiyāṉ
Guls̱ẖan hai jin ke dam se ras̱ẖk-i janāṉ hamārā
Ai āb-i rūd-i Gangā! wuh din haiṉ yād tujh ko?
Utrā tire[4] kināre jab kārwāṉ hamārā
Maẕhab nahīṉ sikhātā āpas meṉ bair rakhnā
Hindī haiṉ ham, wat̤an hai Hindositāṉ hamārā
Yūnān o-Miṣr o-Rūmā, sab miṭ ga’e jahāṉ se
Ab tak magar hai bāqī, nām o-nis̱ẖaṉ hamārā
Kuch bāt hai kih hastī, miṭtī nahīṉ hamārī
Ṣadiyoṉ rahā hai dus̱ẖman daur-i zamāṉ hamārā
Iqbāl! ko’ī maḥram apnā nahīṉ jahāṉ meṉ
Maʿlūm kyā kisī ko dard-i nihāṉ hamāra