23.1 C
Delhi
Thursday, September 19, 2024

Buy now

Adsspot_img

Na Pūchh Us Kī Jo Apne Andar Chhupā

- Advertisement -

पूछ उस की जो अपने अंदर छुपा

ग़नीमत कि मैं अपने बाहर छुपा

मुझे याँ किसी पे भरोसा नहीं

मैं अपनी निगाहों से छुप कर छुपा

पहुँच मुख़बिरों की सुख़न तक कहाँ

सो मैं अपने होंटों पे अक्सर छुपा

मिरी सुन रख अपने पहलू में दिल

इसे तू किसी और के घर छुपा

यहाँ तेरे अंदर नहीं मेरी ख़ैर

मिरी जाँ मुझे मेरे अंदर छुपा

ख़यालों की आमद में ये ख़ारज़ार

है तीरों की यलग़ार तू सर छुपा

na pūchh us jo apne andar chhupā

ġhanīmat ki maiñ apne bāhar chhupā

mujhe yaañ kisī pe bharosā nahīñ

maiñ apnī nigāhoñ se chhup kar chhupā

pahuñch muḳhbiroñ suḳhan tak kahāñ

so maiñ apne hoñToñ pe aksar chhupā

mirī sun na rakh apne pahlū meñ dil

ise kisī aur ke ghar chhupā

yahāñ tere andar nahīñ merī ḳhair

mirī jaañ mujhe mere andar chhupā

ḳhayāloñ aamad meñ ye ḳhārzār

hai tīroñ yalġhār sar chhupā

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles