23.1 C
Delhi
Friday, November 22, 2024

Buy now

Adsspot_img

Maan Mausam Ka Kaha Chhai Ghata Jaam Utha by Bashir Badr

- Advertisement -

Ghazal in Hindi

मान मौसम का कहा छाई घटा जाम उठा

आग से आग बुझा फूल खिला जाम उठा

पी मिरे यार तुझे अपनी क़सम देता हूँ

भूल जा शिकवा गिला हाथ मिला जाम उठा

हाथ में चाँद जहाँ आया मुक़द्दर चमका

सब बदल जाएगा क़िस्मत का लिखा जाम उठा

एक पल भी कभी हो जाता है सदियों जैसा

देर क्या करना यहाँ हाथ बढ़ा जाम उठा

प्यार ही प्यार है सब लोग बराबर हैं यहाँ

मय-कदे में कोई छोटा बड़ा जाम उठा

Ghazal in English

maan mausam kahā chhā.ī ghaTā jaam uThā

aag se aag bujhā phuul khilā jaam uThā

mire yaar tujhe apnī qasam detā huuñ

bhuul shikva gila haath milā jaam uThā

haath meñ chāñd jahāñ aayā muqaddar chamkā

sab badal jā.egā qismat likhā jaam uThā

ek pal bhī kabhī ho jaatā hai sadiyoñ jaisā

der kyā karnā yahāñ haath baḌhā jaam uThā

pyaar pyaar hai sab log barābar haiñ yahāñ

mai-kade meñ koī chhoTā na baḌā jaam uThā

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles