17.1 C
Delhi
Friday, December 20, 2024

Buy now

Adsspot_img

Kaam Mujh Se Koī Huā Hī Nahīñ

- Advertisement -

काम मुझ से कोई हुआ ही नहीं

बात ये है कि मैं तो था ही नहीं

मुझ से बिछड़ी जो मौज-ए-निकहत-ए-यार

फिर मैं उस शहर में रहा ही नहीं

किस तरह तर्क-ए-मुद्दआ कीजे

जब कोई अपना मुद्दआ’ ही नहीं

कौन हूँ मैं जो राएगाँ ही गया

कौन था जो कभी मिला ही नहीं

हूँ अजब ऐश-ग़म की हालत में

अब किसी से कोई गिला ही नहीं

बात है रास्ते पे जाने की

और जाने का रास्ता ही नहीं

है ख़ुदा ही पे मुनहसिर हर बात

और आफ़त ये है ख़ुदा ही नहीं

दिल की दुनिया कुछ और ही होती

क्या कहें अपना बस चला ही नहीं

अब तो मुश्किल है ज़िंदगी दिल की

या’नी अब कोई माजरा ही नहीं

हर तरफ़ एक हश्र बरपा है

‘जौन’ ख़ुद से निकल के जा ही नहीं

मौज आती थी ठहरने की जहाँ

अब वहाँ खेमा-ए-सबा ही नहीं

kaam mujh se koī huā nahīñ

baat ye hai ki maiñ to thā nahīñ

mujh se bichhḌī jo mauj-e-nik.hat-e-yār

phir maiñ us shahr meñ rahā nahīñ

kis tarah tark-e-mudda.ā kiije

jab koī apnā mudda.ā nahīñ

kaun huuñ maiñ jo rā.egāñ gayā

kaun thā jo kabhī milā nahīñ

huuñ ajab aish-e-ġham hālat meñ

ab kisī se koī gila nahīñ

baat hai rāste pe jaane

aur jaane rāsta nahīñ

hai ḳhudā pe munhasir har baat

aur aafat ye hai ḳhudā nahīñ

dil duniyā kuchh aur hotī

kyā kaheñ apnā bas chalā nahīñ

ab to mushkil hai zindagī dil

ya.anī ab koī mājrā nahīñ

har taraf ek hashr barpā hai

‘jaun’ ḳhud se nikal ke nahīñ

mauj aatī thī Thaharne jahāñ

ab vahāñ ḳhema-e-sabā nahīñ

 

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles