22.1 C
Delhi
Monday, February 3, 2025

Buy now

Adsspot_img

Kaam Kī Baat Maiñ Ne Kī Hī Nahīñ

- Advertisement -

काम की बात मैं ने की ही नहीं

ये मिरा तौर-ए-ज़िंदगी ही नहीं

उमीद उमीद-ए-नौ-मैदाँ

मुझ से मय्यत तिरी उठी ही नहीं

मैं जो था उस गली का मस्त-ए-ख़िराम

उस गली में मिरी चली ही नहीं

ये सुना है कि मेरे कूच के बा’द

उस की ख़ुश्बू कहीं बसी ही नहीं

थी जो इक फ़ाख़्ता उदास उदास

सुब्ह वो शाख़ से उड़ी ही नहीं

मुझ में अब मेरा जी नहीं लगता

और सितम ये कि मेरा जी ही नहीं

वो जो रहती थी दिल-मोहल्ले में

फिर वो लड़की मुझे मिली ही नहीं

जाइए और ख़ाक उड़ाइए आप

अब वो घर क्या कि वो गली ही नहीं

हाए वो शौक़ जो नहीं था कभी

हाए वो ज़िंदगी जो थी ही नहीं

kaam baat maiñ ne nahīñ

ye mirā taur-e-zindagī nahīñ

ai umiid ai umīd-e-nau-maidāñ

mujh se mayyat tirī uThī nahīñ

maiñ jo thā us galī mast-e-ḳhirām

us galī meñ mirī chalī nahīñ

ye sunā hai ki mere kuuch ke ba.ad

us ḳhushbū kahīñ basī nahīñ

thī jo ik fāḳhta udaas udaas

sub.h vo shāḳh se uḌī nahīñ

mujh meñ ab merā nahīñ lagtā

aur sitam ye ki merā nahīñ

vo jo rahtī thī dil-mohalle meñ

phir vo laḌkī mujhe milī nahīñ

jā.iye aur ḳhaak uḌā.iye aap

ab vo ghar kyā ki vo galī nahīñ

haa.e vo shauq jo nahīñ thā kabhī

haa.e vo zindagī jo thī nahīñ

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles