27.1 C
Delhi
Monday, September 16, 2024

Buy now

Adsspot_img

Abhī Farmān Aayā Hai Vahāñ Se

- Advertisement -

अभी फ़रमान आया है वहाँ से

कि हट जाऊँ मैं अपने दरमियाँ से

यहाँ जो है तनफ़्फ़ुस ही में गुम है

परिंदे उड़ रहे हैं शाख़-ए-जाँ से

दरीचा बाज़ है यादों का और मैं

हवा सुनता हूँ पेड़ों की ज़बाँ से

ज़माना था वो दिल की ज़िंदगी का

तिरी फ़ुर्क़त के दिन लाऊँ कहाँ से

था अब तक मा’रका बाहर का दरपेश

अभी तो घर भी जाना है यहाँ से

फुलाँ से थी ग़ज़ल बेहतर फुलाँ की

फुलाँ के ज़ख़्म अच्छे थे फुलाँ से

ख़बर क्या दूँ मैं शहर-ए-रफ़्तगाँ की

कोई लौटे भी शहर-ए-रफ़्तगाँ से

यही अंजाम क्या तुझ को हवस था

कोई पूछे तो मीर-ए-दास्ताँ से

abhī farmān aayā hai vahāñ se

ki haT jā.ūñ maiñ apne darmiyāñ se

yahāñ jo hai tanaffus meñ gum hai

parinde uḌ rahe haiñ shāḳh-e-jāñ se

darīcha baaz hai yādoñ aur maiñ

havā suntā huuñ peḌoñ zabāñ se

zamāna thā vo dil zindagī

tirī furqat ke din lā.ūñ kahāñ se

thā ab tak ma.arka bāhar darpesh

abhī to ghar bhī jaanā hai yahāñ se

fulāñ se thī ġhazal behtar fulāñ

fulāñ ke zaḳhm achchhe the fulāñ se

ḳhabar kyā duuñ maiñ shahr-e-raftagāñ

koī lauTe bhī shahr-e-raftagāñ se

yahī anjām kyā tujh ko havas thā

koī pūchhe to mīr-e-dāstāñ se

 

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles