13.1 C
Delhi
Sunday, December 22, 2024

Buy now

Adsspot_img

Āḳhirī Baar Aah Kar Lī Hai

- Advertisement -

आख़िरी बार आह कर ली है

मैं ने ख़ुद से निबाह कर ली है

अपने सर इक बला तो लेनी थी

मैं ने वो ज़ुल्फ़ अपने सर ली है

दिन भला किस तरह गुज़ारोगे

वस्ल की शब भी अब गुज़र ली है

जाँ-निसारों पे वार क्या करना

मैं ने बस हाथ में सिपर ली है

जो भी माँगो उधार दूँगा मैं

उस गली में दुकान कर ली है

मेरा कश्कोल कब से ख़ाली था

मैं ने इस में शराब भर ली है

और तो कुछ नहीं किया मैं ने

अपनी हालत तबाह कर ली है

शैख़ आया था मोहतसिब को लिए

मैं ने भी उन की वो ख़बर ली है

āḳhirī baar aah kar hai

maiñ ne ḳhud se nibāh kar hai

apne sar ik balā to lenī thī

maiñ ne vo zulf apne sar hai

din bhalā kis tarah guzāroge

vasl shab bhī ab guzar hai

jāñ-nisāroñ pe vaar kyā karnā

maiñ ne bas haath meñ sipar hai

jo bhī māñgo udhār dūñgā maiñ

us galī meñ dukān kar hai

merā kashkol kab se ḳhālī thā

maiñ ne is meñ sharāb bhar hai

aur to kuchh nahīñ kiyā maiñ ne

apnī hālat tabāh kar hai

shaiḳh aayā thā mohtasib ko liye

maiñ ne bhī un vo ḳhabar hai

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles