हुस्न जब मेहरबाँ हो तो क्या कीजिए

इश्क़ के मग़्फ़िरत की दुआ कीजिए

इस सलीक़े से उन से गिला कीजिए

जब गिला कीजिए हँस दिया कीजिए

दूसरों पर अगर तब्सिरा कीजिए

सामने आइना रख लिया कीजिए

आप सुख से हैं तर्क-ए-तअ’ल्लुक़ के बा’द

इतनी जल्दी न ये फ़ैसला कीजिए

ज़िंदगी कट रही है बड़े चैन से

और ग़म हों तो वो भी अता कीजिए

कोई धोका न खा जाए मेरी तरह

ऐसे खुल के न सब से मिला कीजिए

अक़्ल ओ दिल अपनी अपनी कहें जब ‘ख़ुमार’

अक़्ल की सुनिए दिल का कहा कीजिए

HUSN JAB MEHRBAN HO TO KYĀ KĪJIYE

ISHQ KE MAĠHFIRAT KĪ DUĀ KĪJIYE

IS SALĪQE SE UN SE GILA KĪJIYE

JAB GILA KĪJIYE HAÑS DIYĀ KĪJIYE

DŪSROÑ PAR AGAR TABSIRA KĪJIYE

SĀMNE AA.INA RAKH LIYĀ KĪJIYE

AAP SUKH SE HAIÑ TARK-E-TA.ALLUQ KE BA.AD

ITNĪ JALDĪ NA YE FAISLA KĪJIYE

ZINDAGĪ KAT RAHĪ HAI BAḌE CHAIN SE

AUR ĠHAM HOÑ TO VO BHĪ ATĀ KĪJIYE

KOĪ DHOKĀ NA KHĀ JAA.E MERĪ TARAH

AISE KHUL KE NA SAB SE MILĀ KĪJIYE

AQL O DIL APNĪ APNĪ KAHEÑ JAB ‘ḲHUMĀR’

AQL KĪ SUNIYE DIL KĀ KAHĀ KĪJIYE

 

1 COMMENT

  1. हुस्न जब मेहरबाँ हो तो क्या कीजिए

    इश्क़ के मग़्फ़िरत की दुआ कीजिए

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here