26.1 C
Delhi
Saturday, September 21, 2024

Buy now

Adsspot_img

Jab Sahar Chup Ho Hansa Lo Ham Ko by Bashir Badr

- Advertisement -

Ghazal in Hindi

जब सहर चुप हो हँसा लो हम को

जब अँधेरा हो जला लो हम को

हम हक़ीक़त हैं नज़र आते हैं

दास्तानों में छुपा लो हम को

ख़ून का काम रवाँ रहना है

जिस जगह चाहो बहा लो हम को

दिन पा जाए कहीं शब का राज़

सुब्ह से पहले उठा लो हम को

हम ज़माने के सताए हैं बहुत

अपने सीने से लगा लो हम को

वक़्त के होंट हमें छू लेंगे

अन-कहे बोल हैं गा लो हम को

Ghazal in English

jab sahar chup ho hañsā lo ham ko

jab añdherā ho jalā lo ham ko

ham haqīqat haiñ nazar aate haiñ

dāstānoñ meñ chhupā lo ham ko

ḳhuun kaam ravāñ rahnā hai

jis jagah chāho bahā lo ham ko

din na jaa.e kahīñ shab raaz

subah se pahle uThā lo ham ko

ham zamāne ke satā.e haiñ bahut

apne siine se lagā lo ham ko

vaqt ke hoñT hameñ chhū leñge

an-kahe bol haiñ lo ham ko

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles