33.1 C
Delhi
Saturday, September 21, 2024

Buy now

Adsspot_img

Sare Rah Kuchh Bhi Kaha Nahin Kabhi Us Ke Ghar Main Gaya Nahin by Bashir Badr

- Advertisement -

Ghazal in Hindi

सर-ए-राह कुछ भी कहा नहीं कभी उस के घर मैं गया नहीं

मैं जनम जनम से उसी का हूँ उसे आज तक ये पता नहीं

उसे पाक नज़रों से चूमना भी इबादतों में शुमार है

कोई फूल लाख क़रीब हो कभी मैं ने उस को छुआ नहीं

ये ख़ुदा की देन अजीब है कि इसी का नाम नसीब है

जिसे तू ने चाहा वो मिल गया जिसे मैं ने चाहा मिला नहीं

इसी शहर में कई साल से मिरे कुछ क़रीबी अज़ीज़ हैं

उन्हें मेरी कोई ख़बर नहीं मुझे उन का कोई पता नहीं

Ghazal in English

sar-e-rāh kuchh bhī kahā nahīñ kabhī us ke ghar maiñ gayā nahīñ

maiñ janam janam se usī huuñ use aaj tak ye patā nahīñ

use paak nazroñ se chūmnā bhī ibādatoñ meñ shumār hai

koī phuul laakh qarīb ho kabhī maiñ ne us ko chhuā nahīñ

ye ḳhudā den ajiib hai ki isī naam nasīb hai

jise ne chāhā vo mil gayā jise maiñ ne chāhā milā nahīñ

isī shahr meñ ka.ī saal se mire kuchh qarībī aziiz haiñ

unheñ merī koī ḳhabar nahīñ mujhe un koī patā nahīñ

VIDEOS
THIS VIDEO IS PLAYING F

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles