25.1 C
Delhi
Thursday, November 21, 2024

Buy now

Adsspot_img

Tum Jab Aaogī To Khoyā Huā Pāogī Mujhe

- Advertisement -

तुम जब आओगी तो खोया हुआ पाओगी मुझे

मेरी तन्हाई में ख़्वाबों के सिवा कुछ भी नहीं

मेरे कमरे को सजाने की तमन्ना है तुम्हें

मेरे कमरे में किताबों के सिवा कुछ भी नहीं

इन किताबों ने बड़ा ज़ुल्म किया है मुझ पर

इन में इक रम्ज़ है जिस रम्ज़ का मारा हुआ ज़ेहन

मुज़्दा-ए-इशरत-ए-अंजाम नहीं पा सकता

ज़िंदगी में कभी आराम नहीं पा सकता

tum jab aaogī to khoyā huā pāogī mujhe

merī tanhā.ī meñ ḳhvāboñ ke sivā kuchh bhī nahīñ

mere kamre ko sajāne tamannā hai tumheñ

mere kamre meñ kitāboñ ke sivā kuchh bhī nahīñ

in kitāboñ ne baḌā zulm kiyā hai mujh par

in meñ ik ramz hai jis ramz maarā huā zehn

muzhda-e-ishrat-e-anjām nahīñ saktā

zindagī meñ kabhī ārām nahīñ saktā

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles