30.1 C
Delhi
Friday, October 18, 2024

Buy now

Adsspot_img

Zaḳhm-E-Ummīd Bhar Gayā Kab Kā

- Advertisement -

ज़ख़्म-ए-उम्मीद भर गया कब का

क़ैस तो अपने घर गया कब का

अब तो मुँह अपना मत दिखाओ मुझे

नासेहो मैं सुधर गया कब का

आप अब पूछने को आए हैं

दिल मिरी जान मर गया कब का

आप इक और नींद ले लीजे

क़ाफ़िला कूच कर गया कब का

मेरा फ़िहरिस्त से निकाल दो नाम

मैं तो ख़ुद से मुकर गया कब का

zaḳhm-e-ummīd bhar gayā kab

qais to apne ghar gayā kab

ab to muñh apnā mat dikhāo mujhe

nāseho maiñ sudhar gayā kab

aap ab pūchhne ko aa.e haiñ

dil mirī jaan mar gayā kab

aap ik aur niiñd le liije

qāfila kuuch kar gayā kab

merā fihrist se nikāl do naam

maiñ to ḳhud se mukar gayā kab

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles