24 C
Delhi
Wednesday, November 20, 2024

Buy now

Adsspot_img

Aaj Lab-E-Guhar-Fishāñ Aap Ne Vā Nahīñ Kiyā

- Advertisement -

आज लब-ए-गुहर-फ़िशाँ आप ने वा नहीं किया

तज़्किरा-ए-ख़जिस्ता-ए-आब-ओ-हवा नहीं किया

कैसे कहें कि तुझ को भी हम से है वास्ता कोई

तू ने तो हम से आज तक कोई गिला नहीं किया

जाने तिरी नहीं के साथ कितने ही जब्र थे कि थे

मैं ने तिरे लिहाज़ में तेरा कहा नहीं किया

मुझ को ये होश ही था तू मिरे बाज़ुओं में है

या’नी तुझे अभी तलक मैं ने रिहा नहीं किया

तू भी किसी के बाब में अहद-शिकन हो ग़ालिबन

मैं ने भी एक शख़्स का क़र्ज़ अदा नहीं किया

हाँ वो निगाह-ए-नाज़ भी अब नहीं माजरा-तलब

हम ने भी अब की फ़स्ल में शोर बपा नहीं किया

aaj lab-e-guhar-fishāñ aap ne nahīñ kiyā

tazkira-e-ḳhajista-e-āb-o-havā nahīñ kiyā

kaise kaheñ ki tujh ko bhī ham se hai vāsta koī

ne to ham se aaj tak koī gila nahīñ kiyā

jaane tirī nahīñ ke saath kitne jabr the ki the

maiñ ne tire lihāz meñ terā kahā nahīñ kiyā

mujh ko ye hosh na thā mire bāzuoñ meñ hai

ya.anī tujhe abhī talak maiñ ne rihā nahīñ kiyā

bhī kisī ke baab meñ ahd-shikan ho ġhāliban

maiñ ne bhī ek shaḳhs qarz adā nahīñ kiyā

haañ vo nigāh-e-nāz bhī ab nahīñ mājrā-talab

ham ne bhī ab fasl meñ shor bapā nahīñ kiyā

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles